SBI BUDDY app kaise use kare jaankari hindi me

SBI BUDDY APP KAISE USE KARE JAANKARI HINDI ME.

SBI BUDDY Mobile Wallet app 



SBI BUDDY wallet app kya hai aur ise kaise istemaal kare. SBI BUDDY app State Bank of India ne banaya hai . SBI BUDDY ek Mobile Wallet app hai jiska istemaal hum online payment ke lia kar sakte hai. Agar aap bhi janna chahte hai ki ye app kaise kam karti hai aur ise kaise use kare to puri post padhe.


Download and install SBI buddy



SBI Buddy app  android or ios  ke lia uplabh hai .sabse pehle apne phone ke anusar is app ko apne phone me download aur install kar le.


Sign up in SBI BUDDY -


  • APP ko apne phone me install karne ke baad aap ise open kare aur apni language select kare.
  • Ab aapke samne jo page open hoga usme apna name, mobile number, email id, date of birth daalkar sign up par click kare.

HOW TO USE SBI BUDDY WALLET APP


  • Sign up karte hi aapke mobile par ek OTP aayega use enter kare.
  • Next step me aapko 4 digit pin add karna hai.aur security question ko select karna hai.




  • Terms and condition ko accept kare aur submit par click kare.
  • BUDDY app ko activate karne ke baad usme login kare login karne ke lia aapko m-pin ka use karna hai login karte hi appke samne app ka home page open hoga ab is app ko use kar sakte hai.

Load money in buddy -


Wallet ko use karne ke lia aapko isme paise load karne honge . buddy wallet me paise  Debit card ya Net banking se load kar sakte hai. paise load karne ke lia apne wallet ke  "add money" option par click kare.

  • Add money par click karne ke baad apna amount enter kare.
  • Money add karne ke lia apna option select kare example ke lia debit card. Click on continue.
  • Yaha aap apni debit card ki detail enter kare aur payment ke button par click kare.
  • Aapke mobile par ek  OTP recieve  hoga use enter kare aur submit par click kar de aapka wallet load ho gaya hai.


Features of buddy app -


  • Ask money
  • Add money
  • Send money
  • Transfer fund
  • Recharge and pay bills


Read More -

और नया पुराने